Saasu maa Apne 3 Damado ka pyar dekhne ke liye dariya me kud gayi
1st damad ne bacha liya... Saas ne use Car di
2nd day fir kudi.
2nd damad ne bachaya, to bike mili...
3rd day fir kudi . . .
3rd damad ne socha "Cycle hi reh gayi hai, kya fayda" Aur saas doob gayi.
Agle din us damad ko Mercedes mili..

Kaise...???

Sasur ne di... :) :)

0 comments:

Post a Comment