Ek Din Santa samundar me dahi daal raha tha..

Ek Din Santa samundar me dahi daal raha tha.. Banta: kya kar raha hai? Santa: Lassi bana raha hun. Banta: Yeh kya Pagalpan hai?? Teri aisi harkaton se hi log hum pe joke banate hai.. ab bata..... . . . . . . . . . Itni Saari Lassi kon piyega...??

0 comments:

Post a Comment