HUSBAND or WIFE Main Jhagda Ho Raha Tha......
BIWI :- Kash Main Apni Ammi Ki Baat Maan Leti or Tum Se Shadi Na Karti.
Shohar :- Kya Matlab... Tumhari Maa Ne Mujh Se Shadi Karne Ko Mana Kiya Tha..?
BIWI :- Or Nahi To Kya......
.
.
Shohar :- A Khuda....... Main Aaj Tak Us Nek Aurat Ko Kitna Bura Samjhta Raha Jisne Mujhe Bachana Chaha........
0 comments:
Post a Comment